Tuesday, July 10, 2018

How to save Smartphones Battery Life in hindi

Hello Friends
Agar aapp apni Smartphone ki battry ko jyada din aur Best Battery Backup Chaihe to friends es artical ko pura jarur padna.

1 Too Sabse pahle apko kabhi bhi apne phone📱ko  Charger 🔌 main lagakar nahi chalana hai kyoki charger main lagakr phone main jyada power aa jata hai jis se apka smartphone heet ya garam hone lag jata hai jiske kaaran aapke smartphone 💥 Blast ho sakta hai jiske kaaran aapka nuksaan ho sakta hai.

 2.  Agar aapka Smartphone kabhi chalate same garam hone lag jai to aap usko aur na chalae kyoki is same aapka smartphone jyada battry khata hai use hota hai
3. Smartphone Chalate saame BacBackgro main chal rahi faltu ki apps ko clear kar de aur sirf wahi application chalae jo aapko jaruri hai.
4. Jab aapko data conection aur Bluetooth Gps  aur kuch bhi bina matlab ka chal raha hai to use band rakhe  Phone ki brightness low rakhe torch music ya kuch bhi chalane ke baad use band karde isse aapki battery life  bahut aachi rahegi aur aapke daily smartphone life  aur use main koi problem nahi ayegi..

No comments:

Post a Comment